You are on page 1of 7

“Asool aur jaezay” tanqidi-o-ta’arfi

motala

Tehreer
Prof. Younis Hassan

Paish’kash
Sharafat Ali
“Asool aur jaezay” asool-e-tehqeeq kay mota’alaq kitab hai. Yah
kitab yaqenan apni noeat ki wahid kitab hail. Yah kitab tehqeeq
karnay walay logoon kay liay baray kaam ki cheez hai. Prof.Younis
Hassan Sahib nay bari diyant’dari say es kitab ka jaeza paish kiya
hai. Prof.Younis Hassan Sahib kay es maqalay ko parh kar es kitab
ka nokammal naak naqsha samnay aa jata hai. Prof. Dr.
Mohammad Abdulla Qazi Sahib nay es moqalay ki naqal hasab-e-
sabiq bari farakh dili say mujy ata kar di hai jo mein aap ki
khidmat main bari mohabat say paish karnay ja raha hoon.

Sharaft Ali

You might also like