You are on page 1of 3

Slogan: Humney h thana , Viksit ho Haryana

10 Basic points:
1. Samajik Sadhbhavna:
Samaj mein rehney k liye har insaan ko samaj sey
judey rehana awashayak h, Samajik bhedbhao Desh
aur Prant dono ko bantey h.Bhaey,Irsha aur
Dhurbhaov isaan ko toh baantey h aur samaj ko
taodtey h.Isliye samaj mei sadh bhavana ki jarurat
badti hi ja rahee h kyun ki jab tak samaj mein ek
dusrey k prati sadhbavna hi nahee rahegi , tab tak
samaj unnati kaisey karega . aur jab tak samaj unnati
nahe karega tab Haryana kaisey karega.

2.Grahmin shaheri kshetra ka aadahr bhut Vikas:
Grahmin shaheri kshetra ka aadahr bhut Vikas kuch
tathyion sey juda huwa hota h jaisey ki gaun tak bizli
ka pahunchana , har ghar mein pakkey shaochaley
hona , peeney ka paani uplabd karana , pakki
sadkey aadi. In mulbhhot jarruton ko kagazon sey
nikalkar vastvik roop dengey hum.

3.Har varg ko saman avasar:
Aaj bhi kaaskar gaaon mein chotey tabkey k logon ko
badey tabkey k logon k saamney jhukna padta h,
kyun ki unhey ek saaman avsar nahee milta.
Har insaan chahey who chotey tabkey ka ho ya fir
badey tabkey ka unhey ek samaan badney ka avasar
pradan karngey hum.

4. Sarv Siksha va khelon ka badwa:
Hum Sab jantey h Siksha sey bada koi daan nahee h,
lekin SIKSHA DAAN NAHEE APKA JANAMSIDH
ADHIKAAR H.
Hum aur hamari party ka yeh sarv pratham
Aashwasan rahega ki siksha aur khelon sey judee
saree Avashyaktayien
Puree karee jaeygi.

5. Khushal Kisaan, Karamchari Va Beykhauf Vapari:
Yahan Baat sirf Haryana tak hi simit nahee h yeh
purey desh ki h. Agar aaj Chaey woh kissan ho,
Karam chari ho Ya fir koi vapari sabhi bhrastachar
namak Dimak sey juzz raha h.
Iska sabsey adhik prabao padta Un Gareeb kisano,
karamchari aur Vyaparion par padta h jo ki izzat se
zindagi nahi jee paate.
Hum vaada karte hain ki iss bhrashtachar ke deemak
ko Nikal phekney ka bharsak pryas karengey.
6. Yuvaon Ko rojgar:
Aaj kal k Yuva peedi kabiley tareef h, woh vibhin
muskilon sey juzz kar desh ka vikas karney mein
Samarth h.
Lekin in yuvaon ko rojgar paney kaafi katnayion ka
samna karna padta h aur kuch lena-dena bhi padta
hai.
Hum isey badlengey aur har yuvak ko uski kabilyat
anusar, rozgar pradan karney ki kosish karengey.

7. Mahila Uthaan:
Kaha jata h agar aap ladkey ko siksha pradan karwa
rahey ho toh who sikhshit hota h aur yahee siksha
agar aap ek ladkee ko pradan karwa rahey ho toh
pura parivaar sikshit hota h.

8. Bhaey Mukt Samaj:
Who samaj jahan par kisi b insaan ko apney aur apney
priyjano k liye suraksha ka dar na ho aur kisi b( sahee) karya
ko karney ka sankoch na ho aur adhikaron ki hannan ki
chinta nah ho.
9. Bujurgo ka samman:

You might also like