You are on page 1of 3

M.Rehman razipk@live.

com

Dhoka mila jab bhi piyaar main


Zindagi main udaasi chaa gai
Socha tha choor dain gay is raah ko
Kambhat phir aik new number say miss call agai

Dil kay zakham kisi ko dikha na sako gay


Ankhain kabhi kisi say mila na sako gay
Karo gay girl friend pay kharchay
Bhorapay tak wo udhar chuka na sako gay

Chand ko akelay may sharam ati hogi


Baat kuch tumhari bhi samagh may ati hogi
Jab bhi ziker hota hoga smart logo ka
tumhay meri yaad zaroor ati hogi

Kun her baar mosam ki terha badel jatay ho


Her naya din humara dil dukhatay ho
Yeah baat sunker humari Rooh tak kanp gai
Kay tum sirf barish main nahatayho

Ay emaan valo dosry emaan valoo mian aib na dondtay raho,


beshak ye bat ALLAH (Azzwajal) ko na passend hai.
Aur igher tum asa kero ghy too jaan lo ALLAH (Azzwajal) tumary aib dondy ga,
aur igher ALLAH (Azzwajal) tumary aib dondy ga,
too tum ko tumary gher main he rusva kery ga,
beshak ALLAH (Azzwajal) ghaleb hekmet vala hai.(Quran)

May Sir Kay Baal Gira Tha Gunaho Kay Bojh Say
Dunya Samagh Rahi Thi Kay Sajday Pay Para Hay
Sajday May Jab Gaya To Logo Nay Yeah Kaha
Zalim Nay Itni Pee Hay Kay Madshoosh Para Hay

tum dil ki baaty kia samjho


tum dil ko lagana kia jano
tum aag lagana seekh gaye
tum aag bhujana kia jano
ek bar ager tum ruth gaye
hum tum ko mana hi lain gay
mager ek bar hum ruth gay
tum hum ko manana kia jano
kuch sath chaly kuch chor gay
wady jo kiye wo tor gay
sathe to banatay rhaty ho
tum saath nibhana kia jano
fasly qarab ki phachan hova kerty hain
bay sabab log parishan hova kerty hain
ye haqeqat hay jaha toot kay chaha jaye
waha bicherny kay imkaan hova kerty hain

tari muskarahaty kabhi kam na hon


tari aankhain ansu  say nam na hon
tujhay milay zindagi ki her khushi
bhaly is khushi may hum na hon

jo khushi tumhary qareeb ho


wo sada tumhay naseeb ho
tujhay wo khalos milay kay jo
teri zindagi par moheet ho
jo mayaar tujko pasand ho
jo tumhary dik ki umang ho
teri zindagi jo talab kary
taray hamsafer ka wo rung ho
jo kheyal dil main aseer ho a
ur dua main b taseer ho
hath uthaty he khuda karay teray
samny he tabeer ho
tujhy wo jahan milay jidher
ghamon ka guzer na ho j
idher roshni ho khalos ho
aur nafraton ki khaber na ho

kab kon kisi ka hota hay


sub jhootay rishty natay hain
sub dil rakjhny ki batain hain
sub asli roop chupatay hain
ikhlaas say khali loag yahan
lafzon kay teer chalaty hain
aik bar nigaoun may aaker
phir saari umer rulaty hain
chalo aao jis nay dhuk diye faraz
aaj uss ko bhool jatay hain

MUJH KO EK HAMDAM MILLA THA EKSAFAR KI RAAT MAIN


MAIN BUHAT BEKHUD HOA THA EK SAFAR KI RAAT MAIN

JANAY KIS KI YAAD THI EK MUNZAR KO DEKH KAR


TOOT KAR MAIN ROO PARA THA EK SAFAR KI RAAT MAIN

WHO KAY JISS SAY EK UMMER BHAR KI DOORIYAN MANSOOB HAIN


MEREY SEENEY SAY LAGA THA EK SAFAR KI RAAT MAIN

HER TARAF PHALAY HOEY THAY YAAD-E-GHAM KAY SILSILAY


KITNA HI MUSHKIL RAASTA THA EK SAFAR KI RAAT MAIN

GHAR SAY BAHIR PAON RAKHTAEY HI LARAZ UTHTA HAY DIL


HADSA KUCH AISA HOA THA EK SAFAR KI RAAT MAIN

AAJ BHI GUNGUNATA HOON USAY TANHAI MAIN


GEET JO HUMNAY SUNNA THA EK SAFAR KI RAAT MAIN

Khaylta raha mujh say khilonay ki trah


yea diya sila os nay meri mohobatoon ka

dayta raha hamasha dhouka woh mujhay


yea diya badla os nay meri sachayoon ka

karta raha bewafayi hamasha woh muj say


yea diya tohfa os nay meri wafaoon ka

kahta hay apnay faraib ko bhee woh wafa


yea diya jawab os nay meray sawaloon ka

Gair phir gair hain praye hain


Hum ne apne bhi aazmye hain

Un chiragon ka hosla dakho


Jo hawaoon ke zad main aaye hain

Aao ab ye hasab bhi ker lein


Kis ne kitne situm uthaye hain

Sub ki pehchan ho gai yaroo


Jab se hum roshni main aye hain

You might also like