You are on page 1of 1

09- LAM YAATI NAZEERUKA FI NAZARIN

Lam yaati nazeeruk fee nazarin misle to na shud paida jaana,


Jag raaj ko taaj tore sarso hai tujh ko shahe doosra jaana
Albahru ala wal mauju taghaa mann bekas o toofan hosh ruba,
Manjhdaar mein hoon bigrri hai hawa mori nayya paar laga jaana.
Ya shamsu nazarti ilaa lailee chub a taiba rasi arze ba kuni,
ori jot ki jhaljhal jag mein rachi mori shab ne na din hona jaana.
Laka badrun fil wajhil ajmal khat hala e mah zulf abre ajil,
ore chandan chandar paro kundal rehmat ki bharan barsa jaana.

Ana fi atashinw wa sakha ka atam aye gesuye paak aye abre karam,
!arsan haare rimjhim rimjhim do boond idhar bhi gira jaana.

Ya "afilatee zeedee ajalak rahme bar hasrate tishna labak,
Mora jiyara larje darak darak taiba se abhi na suna jaana.

#a ahan lisoowayyatin zahabat aan ahad$e$huzoor baar$e$gahat,
Jab yaad awat mohe kar na parat darda who madinah ka jaana.

Al"albu shajin wal hammu shujoon dil zaar chuna jaan zyer$e chunoo,
%ath apni bibath mai kaa se kahoo mera kaun hai tere siwa jaana.
Arruhu fida ka fazid hara"aa yak shola digar barzan ish"a,
Mora tan man dhan sab phoonk diya ye jaan bhi pyaare jala jaana.

!as khama e khaam e nawa e RAZA na ye tarz meri na ye rang mera,
&rshaad e ahibba naati" tha naachaar is raah parra jaana.

You might also like