You are on page 1of 2

10- NA AASMAAN KO YUN SAR KASHIDAH HONA THA

Na aasmaan ko yun sar kasheedah hona tha,


Huzoor-e-khaak-e-madinah khameedah hona tha.

Agar aglon ko khazaan naa raseedah hona tha,
Kinaar-e-khaar-e-madinah dameedah hona tha.

Huzoor un ke khilaaf-e-adab thi betaabi,
Meri umeed tujhe aar meedah hona tha.

Nazarah khaak-e-madinah ka aur teri aankh,
Na is qadar bhi qamar shaukh deedah hona tha.

Kinaar-e-khaak-e-madinah mein rahatein miltii,
Dil-e-hazeen tujhe ashk hakeedah hona tha.

!anah daaman-e-dasht-e-haram mein hain aata,
Na sabr-e-dil ko gazaal-e-rameedah hona tha.

"e kaise khilta ke unke si#a shafee nahin,
Abath na auron ke aage ta$eedah hona tha.

Hilaal kaise na banta ke maah-e-kaamil ko,
%alaam-e-abrooy-e-sheh mein khameedah hona tha.

&a amala anna jhannam tha #ada-e-azali,
Na munkiron ka abath bad aqeedah hona tha.

Naseem kyon na shameem un ki taiba se laati,
Ke subhe gul ko girebaan dareedah hona tha,

'a$ak ta rang-e-junun ishq-e-sheh me har gul se,
(ag-e-bhaar ko nashtar raseedah hona tha.

)aja tha arsh $e khaak-e-mazaarr-e-$aak ko naaz,
Ke tujh sa arsh nashin aafreedah hona tha.

*uzarte jaan se ek shor-e-ya habeeb ke saath,
+ughaan ko naala-e-halaq bureedah hona tha.

Mere kareem gunah zeher hai magar aakhir,
Koi to shahed-e-shafaat haseedah hona tha.

,o sang-e-dar $e jabeen saaiyon mein tha mitna,
'o meri jaan sharaar-e-jaheedah hona tha.

'eri quba ke na kyon neehe neehe daaman hon,
Ke khaaksaaro se yaan kab kasheedah hona tha.

RAZA jo dil ko bana na tha jal#ah gaah-e-habeeb,
'u $yaare qaid-e- khudi say raheedah hona tha.

You might also like