You are on page 1of 1

11-SHOR-E-MEH NAU SUN KAR TUJH TAK DAWAN AAYA

Shor-e-meh nau sun kar tujh tak main dawaan aaya,


Saaqi mai tere sadqe mai de ramzaan aaya.

Is gul ke siwa har phool ba gosh-e-giraan aaya,
Dekhe hi gi aye bulbul jab waqt-e-fughaan aaya.

Jab baam-e-tajalli par who nayyar-e-jaan aaya,
Sar tha jo gira jhuk kar dil tha jo tapaan aaya.

Jannat ko haram samjha aate to yahan aaya,
b tak ke har ek ka munh kehta hon kahan aaya.

!aiba ke siwa sab baagh paa maal-e-fanaa honge,
Dekhoge "haman waalo jab ahd-e-khazaan aaya.

Sar aur woh sang-e-dar aankh aur woh bazm-e-noor,
#aalim ko watan ka dhyaan aaya to kahan aaya.

$u"h naat ke tabqe ka aalam hi niraala hai,
Sakte mein pari hai aql "hakkar mein gumaan aaya.

Jalti thi zameen kaisi thee dhoop kari kaisi,
%o woh qad-e-be saaya ab saaya kinan aaya.

!aiba se ham aate hai kahiye to jinan waalo,
$ya dekh ke jeeta hai jo waan se yahan aaya.

%e toq alam se ab aazad ho aay qumri,
&hithi liye bakhshish ki woh sarwar-e-rawaan aaya.

'aama-se-RAZA ke ab mit jaao bure kaamo,
Dekho mere palle par woh a"he miyan aaya.
(adkaar-RAZA khush ho badkaam bhale honge,
)oh a"he miyan pyara a"hon ka miyaan aaya

You might also like