You are on page 1of 1

12- KHARAAB HAAL KIYA DIL KO PUR MALAAL KIYA

Kharaab haal kiya dil ko pur malaal kiya,


Tumhare kooche se rukhsat kiya nihaal kiya.

Na rooye gul abhi dekha na booye gul soonghi,
Qaza ne laake qafas mein shikasta baal kiya.

Woh dil ke khoon shudah armaan the jis mein mal daala,
ughaan ke gor!e!shahidaan ko paayemaal kiya.


"e raaye kya thi #ahan se palatne ki aye nafs,
$itam gar ulti churi se hamain halaal kiya.

"e kab ki mujh se ada#at thi tujh ko aye zaalim,
%huraa ke sang!e!dar!e!paak sar #abaal kiya.

%haman se phenk diya aashiyana!e!bulbul,
&jaar khaana!e!be kas bara kamaal kiya.

Tera sitam zadah aankhon ne kya bigaara tha,
"e kya samai ke door un se #oh jamaal kiya.

'uzoor un ke khyal!e!#atan mitaana tha,
'am aap mit gaye ache faraagh baal kiya.

Na ghar ka rakha na is dar ka haaye naa kami,
'amari be basi par bhi na kuch khyaal kiya.

(o dil nay mar ke jalaya tha mannato ka charaag,
$itam ke arz rah!e!sar sare za#aal kiya.

)adinah chor ke #eerana hind ka chaya,
"e kaisa haaye ha#aason ne ikhtilaal kiya.

To jis ke #aaste chor aaya taiba saa mehboob,
*ata to is sitam aara ne kya nihaal kiya.

+bhi abhi to chaman mein thay cheh chahe naa gaah,
"e dard kaisa utha jis ne jee nidhaal kiya.

,lahi sun le RAZA jeete jee ke ma#la ne,
$agaan!e!koocha mein chehra!e!mera bahaal kiya.

You might also like