You are on page 1of 1

13-BANDAH MILNE KO QAREEB E HAZRAT EQAADIR GAYA

Bandah milne ko qareeb-e-hazrat-e-qaadir gaya,


Lama-e-baatin me gum ne jalwah-e-zaahir gaya.

Teri marzi paa gaya sooraj phira ulte qadam,
Teri ungli uth gayi meh ka kaleja chir gaya.

Barh chali teri ziya andher aalam se chat,
Khul gaya gesu tera rehmat ka badal ghar gaya.


Bandh gayi teri hawa saa woh mein khaak urne lagi,
Barh chali teri ziya aatish pe paani phir gaya.

Teri rehmat se sai ullah ka bera paar tha,
Tere sadqe se naji ullah ka bajra tir gaya.

Teri aamad thi ke baitullah mujre ko jhuka,
Teri haibat thi ke har but thar thara kar gir gaya.

!omin un ka kya hua allah uska ho gaya,
Kaair un se kya phira "llah hi se phir gaya.

#oh ke us dar ka hua khalq e khuda us ki hui,
#oh ke us dar se phira "llah hi se phir gaya.

!ujh ko deewana batate ho main woh hushiyaar hoon,
$aaon jab to-e-haram me thak gaye sar phir gaya.

%ehmatullil aalameen aaat mein hon kaisi karoon,
!ere mawla main to is dil se bala mein ghir gaya.

!ein tere haathon ke sadqe kaisi kankariyan thee who,
&is se itne kaairon ka daatan munh phir gaya.

Kyon janaab-e-bu hurairah tha who kaisa jam-e-sheer,
&is se sattar saahibon ka doodh se munh phir gaya.

#aasta pyaare ka aisa ho ke jo sunni mare,
'un na armaaye tere shaahid ke woh aajir gaya.

"rsh par dhoomein machein woh momine saaleh mila,
(arsh se maatam uthe wo tayyib-o-taahir gaya.

"llah "llah ye uloo-e-khaas abdiyat-RAZA,
Bandah milne ko qareeb-e-hazrat-e-qaadir gaya.

Thokarein khaate phiroge unke dar par par raho,
)aaila to aye RAZA awwal gaya aakhir gaya.

You might also like