You are on page 1of 1

14-NEMATEIN BAANT TA JIS SAMT WOH ZEESHAN GAYA

Neamatein baant ta jis samt wo zeeshan gaya,


Saath hi munshi e- rehmat ka qalamdaan gaya.


Le khabar jald ke gairon ki taraf dhyaan gaya,
Mere mawla mere aaqa tere qurbaan gaya.

ah wo aankh ke naakaame tammanna hi rahi,
!aaye wo dil jo tere dar se "ur armaan gaya.

#il hai wo dil jo teri yaad se ma$moor raha,
Sar hai wo sar jo tere qadmon "e qurbaan gaya.

%nhein jana unhein maana na rakha ghair se kaam,
Lillahil hamd main duniya se musalmaan gaya.

ur tum "ar mere aaqa ki inayat na sahi,
Najdiyon kalma "arhaane ka bhi ehsaan gaya.

aj le unki "anaah aaj madad maang un se,
&hir na maanenge qayamat mein agar maan gaya.

%f re munkir ye barha joshe ta$assub aakhir,
'heer mein haath se kam bakht ke imaan gaya.

(aan-o-dil hosh-o-khirad sab to madine "ahun)he,
*um nahin )halte RAZA saara to saamaan gaya.

You might also like