You are on page 1of 1

16-PHIR UTHA WALWLA-R-YAAD-E MUGEELAN-ARAB

Phir utha walvla-e-yaad-e-mugeelaan-e-arab


Phir khincha daaman-e-dil sooye biyaabaan-e-arab.

Bagh-e-firdous ko jaate hain haazaaraan-e-arab,
Haaye sehra-e-arab haaye biyaabaan-e-arab.

Meethi baatein teri deen-e-ajam imaan-e-arab,
amkeen husn tera jaan-e-ajam shaan-e-arab.

!b to hai girya-e- khoon gauhar-e-daamaan-e-arab,
"ismein do la#al the zehra ke wo thee kaan-e-arab.

$il wahi dil hai jo aankhon se ho hairaan-e-arab,
!ankhein wo aankhein hain jo dil se hon %urbaan-e-arab.

Haaye kis wakt lagi &haans alam ki dil mein,
'e bahot door rahe khaar-e-mugeelan-e-arab.


(asl-e-gul lakh na ho wasl ki rakh aas hazaar,
Phoolte &halte hain be fasl gulistaan-e-arab.

)ad%e hone ko chale aate hain laakhon gulzaar,
'uch ajab rang se &hoola hai gulistaan-e-arab.

!ndaleebi &e jagharte hai kate marte hain,
*ul-o-bulbul ko larata hai gulistaan-e-arab.

)ad%e rehmat ke kahan &hool kahan khaar ka kaam,
'hud hai daaman kash-e-bulbul gul-e-khandaan-arab

)haadi-e-hashr hai sad%e mein chutengein %aidi,
!rsh &ar dhoom se hai daawat-e-mehmaan-arab.

+harche hote hain ye kamhlaaye huey &hoolon mein,
'yon ye din dekhte &aate jo biyabaan-e-arab.

,ere be daam ke bande hain raeesaan-e-ajam,
,ere be daam ke bandi hain haazaaraan-e-arab.

Hasht-e- khuld aayein wahan kasb-e-latafat ko RAZA,
+haar din bar se jahan abr-e-bahaaran-e-arab.

You might also like