You are on page 1of 1

17-JO BANON PAR HAI BAHAR-E-CHAMAN AARAI-E- DOST

Jo banon par hai bahaar-e-chaman aarai-e-dost,


Khuld ka naam na le bulbul-e- shaidaayi-e-dost.

Thak ke bethe to dar-e-dil pe tamannai-e-dost,
Kaun se ghar ka ujala nahin zebai-e-dost.

Arsa-e- hashr kuja mawqa-e-mahmood-kuja,
!aaz hangaamon se rakhti nahi yaktai-e-dost.

"ehr kis munh se jaluw daari janan karta,
!aaya ke naam se bezaar hai yaktaai-e-dost.

"arne waalon ko yahan milti hai umr-e-ja#ed,
$inda choregi kisi ko na maseehai-e-dost.

%nko yakta kiya aur khalq banai ya&ani,
Anjuman karke tamasha karein tanhai-e-dost.


Ka&aba-o-arsh mein kohraam hai naa kami ka,
Aah kis bazm mein hai jalwa-e-yaktaai-e-dost.

husne be pardah ke parde ne mita rakha hai,
'hoond ne jaayein kahan jalwa-e-har jaai-e-dost.

!hauq roke na ruke paaon uthaye na uthe,
Kaisi mushkil me hain Allah tamannai-e-dost.

!harm se jhukti hain mehraab ke saajid hain huzoor,
!ajdah karwaati hai kaaba se jabeen saayi-e-dost.

Taaj waalo ka yahah khaak pe maatha dekha,
!aarey daaraoon ki dara hoyi darai-e-dost.

Toor par koye koye charakh pe ye arsh se paar,
!aare baalaon pe baala rahi baalai-e-dost.

Anta ee him ne adoo ko bhi liya daaman mein,
Aish jaa#ed "ubarak tujhe shaidai-e-dost.

(anj-aada ka RAZA chara hi kya hai ke unhein,
Aap gustaakh rakhe halm-o-shakeebai-e-dost

You might also like