You are on page 1of 1

22-GUZRE JIS RAAH SE WO SAYYAD-E-WALA HO KAR

Guzre jis raah se wo sayyad-e-wala ho kar,


Reh gayi saari zameen anbar-e-saara ho kar.

Rukh-e-anwar ki tajjali jo qamar ne dekhi,
Reh gaya bosa dah-e-naqsh-e-kaf-e-paa ho kar.

Waaye mehroomi-e-qismat ke main phir ab ki baras
Reh gaya hamrah-e-zawwar-e-Madinah ho kar.

haman-e-!aiba hai wo baagh ke murgh-e-sidrah,
"arson #hehke hain jahan bulbul-e-shaida ho kar.

$ar-sar-e-dasht-e-Madinah ka magar aaya khyaal,
Rashk-e-gulshan jo bana g%un#ha-e-dil waa ho kar.

Gosh-e-sheh kehte hain faryaad rasi ko ham mein,
Wada-e-#hashm hai bakhshaain gay goyaa ho kar.


&aaye sheh par gire yaa rab tapish-e-meher se jab,
'il-e-betaab ure hashr mein paara ho kar.

%ai ye ummeed RAZA ko teri rahmat se shahaa,
(a ho zandaani-e-dozakh tera bandah ho kar.

You might also like