You are on page 1of 1

23-NAAR-E-DOZAKH KO CHAMAN KAR DE BAHAAR-E-AARIZ

Naar-e-dozakh ko chaman kar de bahaar-e-aariz,


Zulmat-e-hashr ko din kar de nahaar-e-aariz.

Main to kya cheez hoon khud sahib-e-quraan ko shahaa,
Laakh mushaf se pasand aayi bahaar-e-aariz.

Jaise quraan hai wird is ul-e-mehboobi ka,
!un hi quraan ka wazeefa hai waqaar-e-aariz.

"ar che quraan hai na quraan ki barabar lekin,
#uch to hai $is pe hai wo madh-e-niaar-e-aariz.

%oor kya arsh $ale dekh ke wo $alwa-e-arm,
&ap aariz ho maar aaina daar-e-aariz.

%arfa aalam hai wo quraan idhar dekhein udhar,
Mashaf-e-paak ho hairaan bahaar-e-aariz.

%ar$ama hai ye sifat ka wo khud aaina-e-zaat,
#yoon na mashaf se zyada ho waqaar-e-aariz.

Jalwa farmaein rukh-e-dil ki siyaahi mit $aayein,
'ubah ho $aaye ilaahi shab-e-taar-e-aariz.

Naam-e-haq par kare mehboob dil o $aan qurbaan,
(aq kare arsh se taa farsh nisaar-e-aariz.

Mushk bu zulf se rukh chehra se baalon mein shuaaa
Mo$izah hai halab-e- zulf-o-tataar-e-aariz.

(aq ne bakhsha hai karam nazr-e-adayaan ho qubool,
)yare ek dil hai wo karte hai nisaar-e-aariz.

&ah be maayii dil ke RAZA-e- mohtaa$,
Le kar ek $aan chala behr nisaar-e-aariz

You might also like