You are on page 1of 2

25-KYA THEEK HO RUKH-E-NABWI PAR MISAAL-E-GUL

Kya theek ho rukh-e-nabwi par misaal-e-gul,


Paa maal jalwaye kaf-e-paa hai Jamaal-e-gul.

Jannat hay un ke jalwa se jo yaaye rang-o- boo,
Aay gul hamaare gul se hai gul ko sawaal-e-gul.

Un ke qadam se silaye ghaali hui jinaan,
!allah mere gul se hai jaah-o- jalaal-e-gul.

"unta hoon ishq-e-shah mein dil hoga khoon fashaan,
#aa rab ye mu$dah sa%h ho &ubarak ho faal-e-gul.

'ulbul haram ko %hal gham-e-faani se faidah,
Kab tak kahegi haaye wo ghun%ha-o-laal-e-gul.

(amgheen hai shauq-e-gaa$ah)khaak-e-madinah main,
"habnam se dhul sakegi na gird-e-malaal-e-gul.

'ulbul ye kya kaha main kahan fasl-e-gul kahan,
Umeed rakh ke aam hai jood-o-nawaal-e-gul.

'ulbul ghara hai abre walaa mu$dah ho ke ab,
(irti hai aashiyana pe barq-e-jamaal-e-gul.

#aa rab hara bhara rahe daagh-e-jigar ka bagh,
*a mbha mahe bahaar ho har saal saal-e-gul.

+ang-e-mu$dah se kar kay khajal yaad shah mein,
Kheen%ha hai ham ne kaanton pe itr-e-jamaal-e-gul.

&ain yaad sheh me rowoon anaa dil karein hujoom,
*ar ashke lala-e-faam pe ho ehtemaal-e-gul,

*ai akse %hehra se lab gulgon mein surkhiyaan,
,ooba hai badr-e-gul se shafaq mein hilaal-e-gul.

-aat-e-hu$oor mein mutarannim hai andaleeb,
"haakhon ke jhoomne se ayaan wajd-o-haal-e-gul.

'ulbul gul-e-madinah hamesha bahaar hai,
,o din ki hai bahaar fanaa hai maal-e-gul.


"haikhain idhar nisaar ghani-o-ali udhar,
(hun%ha hai bulbulon ka yameen-o-shimaal-e-gul.

.hahe khuda to payeinge ishq-e-nabi mein khuld,
-ikli hai naam-e-dil-e-pur khoon me faal-e-gul.

Kar us ki yaad jis se mile %hain andaleeb,
,ekha nahi ke khaar-e-alam hai khyaal-e-gul.

,ekha tha khwaab-e-khaar-e-haram andaleeb ne,
Khatka kiya hai aankh me shab bhar khyaal-e-gul.

Un do ka sadqa jinko kaha mere phool hain,
Kijiye RAZA ko hashr mein khandaa misaal-e-gul.

You might also like