You are on page 1of 1

Dhundhti mai har gali leke apni roshni

Udati mai har jagah failake apne pankh


Nischal, nirmal, duniya ke chal chadm se anjaan
Lekin haath me thaame atmvishwas ki kamaan
Ghar ki dehleez se nikali duniya ko jaanane
Ek sapna tha chanchal naino me
Ek nai azaadi ka ehsaas tha aur iska sadupayog karne ki lalak
Sath hi thi ghar se door hone ki peeda
s

You might also like