You are on page 1of 6

ANNEXURE 'N'

Letter from the Government /PSU/Statutory body employees giving prior intimation to
his /her Administrative Deptt/Office for submission of Passport application
Place:..
Date:..

(To be addressed to the Controlling /Administrative Authority with full postal


address)
To,
Chief Engineer/ HRD
TTI Complex, PSPCL
Patiala, PIN: 147001
Tel: 0175- 2213125 (O), 96461-18716 (M)
Fax: 0175- 2213125
Email: ce-hrd@pspcl.in

Subject: Prior intimation for submission of Passport application


Sir,
1. I hereby give prior intimation that I am applying for an ordinary
Passport to Regional Passport Office Chandigarh
2. This is for your kind information and record.
Yours
faithfully,
Signature:
(..)
Name: Harmandar Singh
Date of Birth: 01/01/1966
Designation: Sub-Station Attendent
Name of Office where working: Shift D1,
Operation
Circle
Name of Organisation:
Punjab State Power
Corporation Limited
Address of Present Office: Shift D1,
Operation
Circle, GNDTP,
Bathinda-Malout Road,
Bathinda, Punjab151002
Residential Address: #Z 09753, Dhillon
Nagar,
Bathinda, Punjab151003
Endst No:

Dated:

Forwarded in original to Dy. CE/Operation, Operation Circle, GNDTP,


Bathinda for information and further necessary action please.

ANNEXURE 'N'
Letter from the Government /PSU/Statutory body employees giving prior intimation to
his /her Administrative Deptt/Office for submission of Passport application
Place:..
Date:..

(To be addressed to the Controlling /Administrative Authority with full postal


address)
To,
Chief Engineer/ HRD
TTI Complex, PSPCL
Patiala, PIN: 147001
Tel: 0175- 2213125 (O), 96461-18716 (M)
Fax: 0175- 2213125
Email: ce-hrd@pspcl.in

Subject: Prior intimation for submission of Passport application


Sir,
I hereby give prior intimation that I am applying for an ordinary Passport
to Regional Passport Office Chandigarh
This is for your kind information and record.
Yours
faithfully,
Signature:
(..)
Name: Harmandar Singh
Date of Birth: 01/01/1966
Designation: Sub-Station Attendent
Name of Office where working: Shift D1,
Operation
Circle
Name of Organisation:
Punjab State Power
Corporation Limited
Address of Present Office: Shift D1,
Operation
Circle, GNDTP,
Bathinda-Malout Road,
Bathinda, Punjab151002

Residential Address: #Z 09753, Dhillon


Nagar,
Bathinda, Punjab151003

Dharm me lipti watan parasti kya kya swang rachayegi,


Masli kaliyan, jhulsa gulshan, zard khizaan dikhlayengi.
Europe jis vahshat se ab bhi sehma sehma rehta hai,
Khatra hai wo vahshat mere mulq mein aag lagayegi.
German gaskado (gas chambers) se ab tak khoon ki badboo aati hai,
Andhi watan parasti hum ko us raste le jayegi..
Andhe kuen me jhooth ki naav tez chali thi maan liya,
Lekin bahar roshan dunia tum se sach bulwayegi..
Nafrat me jo pale badhe hain, nafrat me jo khele hain,
Nafrat dekho aage aage unse kya karwayegi..
Fankaron se pooch rahe ho kyun lautaye hain samman,
Poocho, kitne chup baithe hain, sharm unhe kab aayegi.
Yeh mat khao, wo mat pehno, ishq to bilkul karna mat,
Deshdroh ki chap tumhare upar bhi lag jayegi
Yeh mat bhulo agli naslein roshan shola hoti hain,
aag kuredoge, chingari daaman tak to aayegi

Mujhe yakeen hain


Kabhi toh swarg jhuk ke puchta hi hoga, ye falak
Yeh kaisi sarzameen hain yeh kaun log the yahan
Jo zindagi ki bazio ko jitney ki chah main
Luta rahe the bejhijhak lahu ki sab asrafiyan
Yahan lahu-lahu ke rang mein aaya tha kis tarah
Na sabj tha n kesri, na tha saleeb na nishan
Na Ram nam tha yahan, na thi Khuda ki rahmaten
Na jannato ki chah thi, na dozkho ka khauf tha
Na swarg inki manzilen, na narak ka sawal tha
Masih-o-Gautam-o-Rasul, Krishna koyi bhi nehi
Ke jiske naam jam peeke mast ho gaye ho sab
Yeh kaun si sharab thi ke jiska yeh suroor tha
Yeh kis tarah ki mastiyon main is kadar guroor tha
Yeh kis tarah yakeen ho ke ek must-e-shaka hain
Jo zindagi ki maang main bikhar gaye sundar-si
Inhe yakeen tha ke inke dam se hi bahaar hain
Yeh keh rahe the hum se hi bahaar par nikhar hain
Bahaar par yeh bandishen inhe kubool kyun nehi
Inhe kubool kyun nehi yeh gair ki hukumatein
Yeh kya huwa ke ek-b-ek sab khamosh ho gaye
Yah ape aus kyun pari yeh dhool dab gaye hain kya
Mujhe yakeen hain ke phir yaheen isi mukaam se

Uthega hasra ji uthenge saare naram khwaab phir

Barabari ka sab junoon simat ke phir se aayega


Bikhar degi zindagi ki Heer apni zulfo ko
Yahi se uthegi sada ke khud pe tu yakeen kar
Yahi se zulm ki karri pe pehla war aayega.

You might also like