You are on page 1of 1

Guys now enjoy the wonderful speech by Chatur ‘Silencer’ Ramalingam…

 
Adarniya sabhapati mahodaya…
Atithi vishesh, Shikshan mantri shri R D tripati [tripathi] ji…
Maanyaniya shikshagan aur mere piyaaare sahpatiyo [sahapathiyon]…
Aaj agar I.C.E aasmaan ki bulaaandiyo [bulandiyon] ko chhu raahaa [raha] hai; to uska
shreya sirrf [sirf] ekinsaan [ek insaan] ko jaataahai [jata hai] Shri Veerusahastra Bbuddhe…
Give him a a big hand… He is a great guy really …
 
Peechle buttis saal se inhone nirantar is college mein balatkar pe balatkar kiye… umeed hai
aagey bee karte rahege.. Hamine to aashcharya hota hai ki ek insaan apne jeevan kaal mein
itni balatkar kaisi kar sakta hai?!!
 
Inhone kadi tapaasya se apne aapko is kaabil bunaya hai…
Waqt ka sahi upyog ghante ka purna istemaal koi inse seeke… seeke inse seeke…
Aaj hum sab chaatra yaha hai… Kal desh videsh mein fail [faael] jayenge… Waadaa hai
aapse, jis desh mein honge waha balatkar karenge. I.C.E ka naam roshan karenge… Dika
[dikha] denge sabko jo balatkar Karne ki shamtaa yaha ke chaatro mein hai wo sansaar ke
kisi chaatro mein nahiii… No other chaatra No other chaatra…
 
Adarniya mantraji namashkar aapne is sansthaan ko wo chees di jiski hamein sakht zaroorat
thi… Stan…
Stunn hota sabi [sab hi] ke paas hai… sab chupa ke rakte hai… detaa koi nai…
Aapne apna stan iss balatkari purush ke haat mein diya hai… ab dekiye yeh kaisa iska
upyog karta hai…
 
Also the sanskrit poem was killing at the end!
 
Utamamm dad datdat padam..madhyam padam thuchuk thuchuk
Khanishtham thudthudiii padam..sursuria pran khatkam…!!!
 

You might also like