You are on page 1of 2

Advertising hamari lyf ka itna mehetwapurna hissa ban chukka hai ki hum soch nhi skte..

akhbaar,television ya radio vigyapan ki kala ke bina. Vigyaapan keval ek marketing tool hi ni apitu yeh vartalaap ka bahut achcha maadhyam hai. Vigyapan ka ek matra udeshy aapne product ki badhachadhakar prashansa krke uski bikri ko badhaana hai Bchon par kendrit vigyapan bahut varshon se public policy ka main agenda aur chinta ka vishay raha hai kyunki sawaal yeh uthte hain ki kya yeh bchein in vigyaapano ko dekh ke sahi saaman ka chunaav kar rahe hain ya nahi, kya yeh bchon aur unke mata-pita ke bich main matbhed badha rahe hain ya fir yeh vigyaapan dekh k bchon mein unchaahavyava haar utpan kar rahe in hain???? Mere anusandhaan merits and demerits of children in advertising ka mukhya udeshya raha hai bchon ka lifecycle study krna as models. Vigyaapan ke shetra mein. Bchonko is shetrame in pravesh krne ke liye hamesha uksaaya jata hain dusre bchon ko dekh kar. bchchein as models-yeh tareeka bahut varshon se vigyaapan ki dunia ka mukhya hathkanda raha hai kharidaaron ka dhyaan apne product kitarafkhichnekeliye, parantu mera udheshya na keval demerits ki taraf dhyaan kendrit krna hai jb ki uske faydon ke upar roshni daalna bhi hain. Kuch vigyaapan toh jaan-bujhkar kar bchon par kendrit kiya jaate inhain unme achchi aadatein jaise ki apne aapko and apne aas-paas k vaatavaran ko swachcha rakhna, khuli jagah mein khel-kood, naye dost banana aur wo sab aadatein jisse wo apne bchpan ka maza utha saakein. Badon ke liye bane hue vigyaapan unke liye kasht daye ho skta hai parantu bchon ki maansik stithi par toh iska bahut gehra prabhaav pad skta hai. Vigyaapan banaane waale in kuch varsh pehle toh bchon ke mata-pita se anurodh karte the kintu aj kal toh wo bchon se sidhaa appeal kartein hain. Is anusandhaan se main na keval is vishaye k dushparinaam hi nhi balki faayde in dono ka ulekhya karna chahta hun jo yeh vigyaapan daaltein haine k bchche ke maansik evam shaaririk sthiti par aur yah bi pehchaana chahta hun ki kaise yeh vigyaapan ke shetra ko regulate kia ja sakta hain ek unified kaanoon nikaalke jo bchchon ko bchaa sake in overexposure se jis ka kaaran hain bchchon ko as models kitarah istemaal karke.

ConclusionMedia ajkal bchon ka dusra mata-pita ho chuka hain jo ki unke values, lifestyles ke upar control rakhta hain aur unko guide krta hain ki ve kya pehne, khaayein aur rahein??? Vigyaapan ki dunia toh roz-beroz naye tareekein nikalta hain apne khareedaron ka dhyaan apne upar kendrit kerwaane ke liye aur bchonko as models istemaal krna iss mein hamesha e hi bahut kaargar raha hai. Sabse mehtwapurna hain vigyaapan me in ek sai persona istemaal karna jisse ki who graahak ko madad kar saakein janne aur pehchaanein me inki upyukt product kiske liye bana hai aur bchchon ka as models istemaal bhi kiya jayein aur jata hai un products keli ye jo unke liye hi hain. Ye taareeka tab e aaya jab sheeshuon evam chchote bchchon k products ko vigyaapit krna tha. Gaur karne wali baat yeh hai ki un products ko khaareeddna toh bchon k mata-pita ko tha kintu dekha jaayein toh inn products ki demand inhi bchon ke kaaran hain. jab demand hogi tabhi toh bikri hogi

Aj kal toh bchon ka vigyaapan shetra mein as models ki tarah istemaal itna degree se badh gaya hain ki vah ma-paa ko btane lage hain ki kaun si beema policy khaaredein ya fir kaunsi gaadi le parivaar ke liye. Vigyaapan ki dunia ne ek nirarthaktaa rekein ko saarthak banaatein hue iss baat ka dhyaan nhi rakha ki yeh taareekeka kya dushparinaam ho sktahaibchchonkemano-vigyaan par. Zindagi mein har mod par har taarekein k kuch achche aur bure paarinaam hote hain. Isi vishaye mein anusandhaan karte hue maine paaya ki jaise bdein log dusro ko dekh kar prabhaavit hote hain waise hi bchchein bhi hote hain. Bchon main achchi aaadatein aur achchi baton ko promote karne ke liye bane vigyaapan tabhi kaargar hote hain agar bchonko as models istemaal kia jaaye in aur iss baat ko na keval maine balki aur studies ne bhi verify kia hain. Is tareeke ne bchchon ka rukh ek achchi zindagi ki taraf moda hai aur isse bchcon ke mata-pita ko bhi bahut kuch sikhaaya hain. Gyaan ek tarah ki taakat hain aur bchon aur unke mata-pita ki vigyaapan ke prati knowledge mein vridhi krna iss industry k standards ko aur bdhaane mein madad krega. yeh gaur karne wali baat hai aur sach bhi hain ki aj kal bchon ka vigyaan k prati gyaan bdon se zyaada hain parantu unka exposure regulate karna bdon ke haath main hain. Chaahein vigyaapan mein bchchein ho ya vigyaapan bchchon k liye ho, unt mein bchein hi Kendra hote hain. Yeh taareeka tabhi kaargar hoga agar vigyaapan banaane wale aur mata-pita dono e iski mutual responsibility le.

You might also like