You are on page 1of 4

Al-Azmatu wal qudratu lillahi lazeemilkareem

Nahmadu hoo wa nusalli alaa rasulihi lkareem


Azkaar wa Nawafil
Braye Isaale Sawab
Ba silsilai Chistiya Sabriyah Quddusiyah
Tahajjud 12 Rakat:-
Sr.
Names Rakat
No
1 Huzoor Nabi Kareem Ahmad e Mujtaba salallahu alaihi wassalam 2 Rakat
2 Hazrat Siddiq e Akbar razi allahu anhu 2 Rakat
3 Hazrat Farooq e Azam razi allahu anhu 2 Rakat
4 Hazrat Usman Ghani razi allahu anhu 2 Rakat
5 Hazrat Ali karam allah wajhu kareem 2 Rakat
In Sahab e Ikram key namo mey se har roz ek sahabi
(1) Hazrat Saeed bin Waqas razi allahu anhu
(2) Hazrat Saeed bin Zaid razi allahu anhu
(3) Hazrat Abdur Rahman Bin Awof razi allahu anhu
6 (4) Hazrat Abu Ubeda bin Al-Jarrah razi allahu anhu 2 Rakat
(5) Hazrat Sayyidna Talha razi allahu anhu
(6) Zubair bin Awwam razi allahu anhu
(7) Hazrat Sayyidna Hamza razi allahu anhu
(8) Hazrat Sayyidna Abbas razi allahu anhu

After Namaz e Fajar :-


Sr.No Azkar Names How Much
1 Durood e Shareef 101 Martaba
2 Astaghfar 101 Martaba
3 Tasbeeh 101 Martaba

Isale Sawab :-
Durood e Shareef (Jami Ahle Bait Rizwan Ullah e Tala Anhim Ajmaeen, Astaghfar wa
Tasbeeh Jamee Sahab e Kram- Rozana 1 Parah Tilawat e Quran Majeed. Isale Sawab
(Ummat e Marhumah, Huzoor Sallallahu Alaihi Wasallam)

Ishraq :-
4 Rakat 2+2 braye isale sawab Hazrat Sayyidna Imam e Hasan alaihis salam or Hazrat
Sayyidna Imam e Hussain alaihis salam.
Chasht :-

How
Sr.No Names
Much
1 Ummul Momineen Hazrat Khadijatul Kubra razi allah tala anhaa 2 Rakat
2 Ummul Momineen Hazrat Ayesha razi allah tala anhaa 2 Rakat
3 Ummul Momineen Hazrat Hafsa razi allah tala anhaa 2 Rakat
4 Ummul Momineen Hazrat Zainab Binte Hajash razi allah tala anhaa 2 Rakat
5 Ummul Momineen Hazrat Fatima tu Zahra razi allah tala anhaa 2 Rakat
In Ummahatul Momineen me sey har roz ek.
1. Hazrat Zainab binte Kuzaimah razi allah tala anhaa.
2. Hazrat Umme Salma razi allah tala anhaa.
3. Hazrat javeria razi allah tala anhaa.
6 2 Rakat
4. Hazrat Umme Habiba razi allah tala anhaa.
5. Hazrat Maimoona razi allah tala anhaa.
6. Hazrat Safia razi allah tala anhaa.
7. Hazrat Sauda razi allah tala anhaa.
Digar Ahle Bait :-
1. Hazrat Zainab Binte Fatema razi allah tala anhaa.
2. Hazrat Zaid razi allahu anhu.
3. Hazrat Ruqayyah razi allah tala anhaa.
4. Hazrat Umme Kulsum razi allah tala anhaa.
5. Hazrat Zainab razi allah tala anhaa.

After Namaz e Zohar :-


Sr. How
Names
No Much
1 Imam Bukhari rahmatullah 2 Rakat
2 Imam Tirmizi rahmatullah 2 Rakat
3 Imam Ghazali rahmatullah 2 Rakat
4 Imam Najmuddin Kubra rahmatullah 2 Rakat
5 Hazrat Junaid Baghdadi rahmatullah 4 Rakat
6 Hazrat Bayazid Bastami rahmatullah 4 Rakat
7 Walidain (Father & Mother) 2 Rakat
8 Surah al Feel (Alam Tara Kaifa Fala) 11 Martaba
9 Wala Hawla Wala Quwwata illa billah hil aliyyil azeem 101 Martaba

Asar :-
Namaz After Wuzu (Tahiyatul Wzuzu) {Hazrat Qutub ul Aqtab Shaik e Shuyok
Bahauddin Naqshbandi rahmatullah.
Sunnat Ghair Muakkadah :-
Shaik ul Hind Maulana Mahmudul Hasan rahmatullah Aisar Malta, Hazrat Muhammad
Zamin Saheed rahmatullah Quddus Sirrahoo.
After Namaz e Asar :-
Sr. How
Azkar Names
No Much
1 Sura e Alam Nashra (Parah 30) 11 Martaba
2 Durood e Shareef 101 Martaba
3 Astaghfar 101 Martaba
4 Tasbeeh 101 Martaba

Isale Sawab :-
Surae Nasr wa Durood e Shareef (Jamee Aimma e Ahadees e Nabwi salallahu alaihi
wassalam , Astaghfar wa Tasbeeh (Jamee Fuqhaa)

Awwabain After Namaz e Magrib :-


Sr. How
Names
No Much
1 Hazrat Khwaja Moinuddin chishti ajmeri rahmatullah 2 Rakat
2 Hazrat Sayyed Abdul Qadar Jeelani rahmatullah 2 Rakat
3 Hazrat Shahabuddin Suhrawardi rahmatullah 2 Rakat
4 Hazrat Hazrat Imdadullah Muhajir Makki rahmatullah 2 Rakat
5 Hazrat Bahauddin Naqshband 2 Rakat

Isha :-
Namaz After Wuzu (Tahiyatul Wzuzu) {Hazrat Abdul Quddus Gangohi or Hazrat
Maulana Rasheed Ahmad Ganghohi Quddus.
Sunnat Ghair Muakkadah :-
Hazrat Muhamamd Qasim Nanwati Quddus or Hazrat Mufti Azeez ur Rahman quddus.

After Namaz e Isha :- Awwal Akhir 3 Martaba Durood e Shareef

Sr. How
Azkar Names
No Much
1 Ya Hayyu Ya Qayyum ya Rahmanu Ya Raheemu Bi Fazlika bi
Rahmatika Bi Lutfika al Azeezil Kareem Astageesu.
41 Martaba
(Isale Sawab Ummat e Marhuma Huzoor Nabi Kareem salallahu
alaihi wassalam
2 assalatu wassalamu alaika ya rasool allah 33 Martaba
3 assalatu wassalamu alaika ya nabi allah 33 Martaba
4 assalatu wassalamu alaika ya habeeb allah 33 Martaba
Qiyam ul Lail :-
Sr. How
Azkar Names
No Much
1 Hazrat Makhdoom Ala Uddin Sabir kalyari 4 Rakat
2 Hazrat Mohiuddin ibn al arabi 4 Rakat
3 Hazrat Imam e Azam abu hanifa 2 Rakat
4 Hazrat Shah Waliullah muhaddis dehlvi 2 Rakat
5 Samee un ,Basee run, Alee mun 100 Martaba

Durood e Shareef-Astaghfar- Tasbeeh-


Juma key Mamulaat :-
a) Sura e Kahf
b) 4 Rakat Namaz ek salam se har rakat mey sura e Fatiha key bed 50 martaba Sura
e Ikhlas .
c) Bad Namz e Juma Sure Fatiha, Ayatal Kursi,or Charo Qul 7 Maratba.
d) SureWal Asr 101 Martaba Awwal Akhir Durrod e Shareef 3 Martaba.
e) Ek ek Martaba (wala yaudoo hifzuhuma) Padhey.

Qarz or Muhashee Pareshani ke liye.


(1) Har roz bad namaz e Fajar 21 martaba sure {inna anzalnaa}
(2) Awwal Akhir 100 martaba Durood e Shareef darmiyaan mey {la hawla wala
quwwata illa billa 500 martaba.
(3) Salamun Qawlam Mirr rabbir Raheem 500 martaba.
(4) 1 martaba din mey sura {Al-Mudassir}
(5) Subah mey Sura {Yasin} Raat mey Surah {Mulk} ghar mey Dakhil hote hi Bismillah
or surah {Ikhlas} Padha karey.
(6) Raat mey sote waqt Surah {Fatiha,Ayatal Kursi,or charo Qul 4 martaba} lillahi ma
fissamawati sey kafireen tak {surah Dahar} {La yastavi sey Hakeem tak padh kar
dono hato dam karkey dono hato porey badan par pher kar sojaye.

You might also like