You are on page 1of 4

Default Senorita - Zindagi Na Milegi Dobara Lyrics Vocal(s) : Farhan Akhtar, Hrithik Roshan & Abhay Deol Spanish

Vocal : Maria Del Mar Fernandez Song : Senorita Movie : Zindagi Na Milegi Dobara ----------------------------------------------------------------------quien eres tu? (Who are you?) donde has astado? (where have you been?) he removido cielo y tierra y no te encontre (i've moved the heaven and the earth but i coudn't find you Y llegas hoy, (but you arrive today,) tan de repente, (so suddenly,) y das sentido a toda mi vida con tu querer (and you give meaning to my whole life with your love) na main samjha...na main jaana...jo bhi tum ne mujhse kaha hai Senorita magar phir bhi...na jaane kyun...mujhe sunke accha laga hai Senorita no desvies la mirada (don't look away) quedate cerca de mi (stay close to me) mujhko baahon mein tum ghero, samjheen na Senorita chaahat ke do pal bhi mil paayein duniya mein yeh bhi kam hai kya do pal ko to aao kho jaayein bhoolein hum hota ghum hai kya Senorita, suno suno, Senorita kehte hain hum kya jamas podre (i will never) interpretar (understand) el sentido de las palabras que me dedicas (the meaning of the words you dedicate to me) pero el calor (but the warmth) de tu mirar (of your gaze) me hace sentir como la mas bella senorita (makes me like the most beautiful senorita nigahon ne nigahon se kahi armaanon ki daastaan hai Senorita ke chaahat ki, mohabbat ki saari duniya mein ek hi zubaan hai Senorita mujhse ab nazar na phero, aao paas tum mere mujhko baahon mein tum ghero, samjheen na Senorita chaahat ke do pal bhi mil paayein duniya mein yeh bhi kam hai kya do pal ko to aao kho jaayein bhoolein hum hota ghum hai kya Senorita, suno suno, Senorita kehte hain hum kya jo bhi pal beeta hey Senorita har pal tumne hai dil jeeta bas itni si to baat hai no desvies la mirada (don't look away)

quedate cerca de mi (stay close to me) mujhko baahon mein tum ghero, samjheen na Senorita chaahat ke do pal bhi mil paayein duniya mein yeh bhi kam hai kya do pal ko to aao kho jaayein bhoolein hum hota ghum hai kya chaahat ke do pal bhi mil paayein duniya mein yeh bhi kam hai kya do pal ko to aao kho jaayein bhoolein hum hota ghum hai kya --------------------------------((piya na rahe mann basiya) - 3 sakhi re) - 2 megh nahin biujri bann barse, mohe ek chama naahin arj ae - 2 baathal sang kar ke jiya ra, bole jaa mann basiya piya na rahe mann basiya - 3 sakhi re aswan sang mora beh gaya kajra utri mehndi, sukha gajra - 2 mann basant ko patt jhadh kar woh le gayo - 4 rang, rang rasiya piya na rahe mann basiya - 3 sakhi re pal na kate ab sakhi re piya bin nim sa kadwa laagey din haye neem sa kadwa laagey ab din uss pe yeh chanda haye (chanda bhi bana sakhi sautan ki)- 2 keeso raat mori amawasiya mann basant ko patt jhadh kar woh piya na rahe mann basiya, piya na rahe mann basiya piya na rahe mann basiya sakhi re le gayo - 4 rang, rang rasiya piya na rahe mann basiya - 3 sakhi re megh nahin biujri bann barse, mohe ek chama naahin arj ae - 2 baathal sang kar ke jiya ra, bole jaa bann basiya ------------------Hindi Lyrics aye rangrez mere - 2 yeh baat bata rangrez mere yeh kaun se paani mein tune kaun sa rang ghola hai - 2 ke dil ban gaya saudaai mera basanti chola hai - 2 ab tum se kya main shikwa karun maine hi kaha tha zid kar ke rang dekh meri hi tarang mein rang rang de rang de chunari pe rang kar muhe kapaas pe rang naa rukey rang etna gehra tera ki jaan-o-jagar tak ko bhi rang de jigar rang de mera basanti chola rangrez tune afeem kya hai khaa li jo mujhse tu yeh puche ke kaun sa rang rangon ka kaarobaar hai tera yeh tu hi toh jaane kaun sa rang mera baalam rang, mera saajan rang mera ghatak rang, mera aghan rang mera bhaag nirang, mera saavan rang pal pal rang de rang de mere aathon pehar manbhaawan rang ek bund ishqiyan daal koi tu oo ek boond ishqiyan daal koi mere saaton samandar jaaye rang

meri had bhi rang, sarhad bhi rang de hadh rang de, anhad bhi rang de mandir, masjid, maikadah rang rangrez mere - 3 do ghar kyun rahe ek hi rang mein dono ghar rang de, dono rang de pal pal rangte rangte rangte rangte nahin har pi, har ka angan rang pal pal rangte rangte rangte rangte mere aathon pehar manbhaawan rang rang de, rang de karwat bhi rang khawaabon ke padeh salwat bhi rang yeh tu hi hai hairat rang de aa dil mein sama hasrat rang de aaja har waslat rang de jo aa na sake toh furqat rang de dard-e-hijraan yeh dil mein dard-e-hijraan liye dil mein dard e main zinda rahun zinda rahun, zurarat rang de rangrez mere, rangrez mere tera kyun hai aisa rang ab toh yeh dikhla de mera piya bhi tu, meri sej bhi tu mera rang bhi tu, rangrez bhi tu meri naiya bhi tu, manjhdaar bhi tujh mein doobu, tujh mein ubhrun teri har ek baat sar aankhon pe mera maalik tu, mera saahib tu meri jaan, meri jaan tere haathon mein mera qaatil tu, mera munsif tu tere bina kuch sujhe na, tere bina kuch sujhe na meri raah bhi tu, mera rahbar tu mera sarwar tu, mera akbar tu mera mashriq tu, mera maghrib tu zaahid bhi mera, murshid bhi tu ab tere bina main jaaun kahaan, jaaun kahaan tere bina ab jaaun kahaan - 2 (tere bina, tere bina .. ) aye rangrez mere - 2 yeh baat bata rangrez mere yeh kaun se paani mein tune kaun sa rang ghola hai - 2 ke dil ban gaya saudaai (mera basanti chola hai) - 2 ------------------Lyrics of Kyun Main Jaagoon Song Mujhe Jaane Jaanu Kaise yunhi karke khwaabon se judaa kahan chup ke baitha hai khuda na main kab hua khud se gumshuda jiyun rooh bhi mujhse hai judaa

Kyun meri raahein, mujhse pooche ghar kahan hai Kyun mujhse aake, dastak pooche dar kahan hai Raahein aisi jinki manzil hi nahin Dhoondho mujhe ab main rehta hoon wahin Dil hai kahin aur dhadkan hai kahin Saansein hai magar kyun zinda main nahin Rait bani haathon se yun beh gayi Takdeer meri bikhri har jagah Kaise likhun phir se nayi daastan Gham ki siyahi dikhti hai kahan Aahein jo chuni hain meri thi raza Rehta hoon kyun phir khud se hi khafa

Aisi bhi hui thi mujhse kya khata Tune jo mujhe di jeenay ki saza Banday tere maathe pe hain jo kheenchay Bas chand lakeeron jitna hai jahaan Aansu mere mujhko mita te hain rahe Rab ko hukm na mit ta hai yahan Raahein aisi jinki manzil hi nahin Dhoondho mujhe ab main rehta hoon wahin Dil hai kahin aur dhadkan hai kahin Saansien hai magar kyun zinda main nahin Kyun main jaagoon, aur woh sapne bo raha hai Kyun mera rab yun, aankhien khole so raha hai Kyun main jaagoon

You might also like